Random images from my flickr stream...

www.flickr.com

Friday, June 19, 2009

फिर मिलेंगे

ज़रा चार पांच दिन दुकान बंद रहेगी !!!

आदाब
शब्बा खैर
सत श्री अकाल
नमस्ते
ओके
टाटा
बाय बाई

7 garam chai:

Jas Bhambra said...

Uncle-Aunty de naal ghumman ja rahe ho. Bahut wadhiya! Chalo pher 5 dinna de baad cha di dukaan te aa jaawange, pakore-shakore tayyar rakhna.

Enjoy yourselves!

Rhapsody said...

Dukaan badh hai??
Oye! Chaiwala, Tu Ma papa ke saath ghoomney ja raha hai?? Badhiya bahut badhiya. :) :)

5 din ke baad sab guppay marengay chai ki dukaan pe.

Tum sab khoob majje marna aur photo keechna :D aur haan...uncle aunty ko namasatey :)

Iya said...

mere gaon gaye ho.. aish karna.. i miss it already :( sob sob.. but i will look forward to the pics

mayuri said...

ciao
:)

maine chai ki dukan pe ek nayi vending machine lagi dekhi.. and that means we all can hv chai / dry snacks while u are away.

aapke aane pe garam garam pakore/ samosa milne chahiye, theek? :)

Anjuli said...

kyoon?

wishes galore said...

tata, bye bye, lol..
phir milenge!! naye kisse kahaniyon ke saath...

~ ॐ ~ said...

@ Jas
oye tu bahut hi sweet hai... pata hai na tujhe !!!

dil khush ho gaya thaa ghar aate hi :)

@ Swati
aapko bhi namaste hai ji

@ Iya
haan re... tere gaon bhi gaya thaa

@ Mayuri
:) achcha laga tumhe yahan dekh kar !!!

vending machine ki chai to main kabhi bhi nahin pilaunga re kisi ko bhi !!!

@ Anjuli
ma papa ko lekar ghoomne gaya thaa

@ WishesGalore
:) ji zaroor